Sawariya Tera Lyrics – Bhool Chuk Maaf

Sawariya Tera Lyrics are from the movie Bhool Chuk Maaf. The song is sung by Pravesh Mallick, Priyanka Sarkaar, Raghav Chaitanya, Suvarna Tiwari, and Varun Jain. The music is composed by Tanishk Bagchi, and the lyrics are written by Irshad Kamil.

Sawariya Tera Song Info

📌 Song Title : Sawariya Tera
🎤 Singer (S) : Pravesh Mallick & Priyanka Sarkaar & Raghav Chaitanya & Suvarna Tiwari & Varun Jain
🎼 Music (S) : Tanishk Bagchi
✍️ Lyrics (S) : Irshad Kamil
🏷️ Label (©): Sony Music India

Sawariya Tera Lyrics

Jatt Patt Aaj sheene lagg jaa Gujariya
Ruk ruk pyaar waale barshe badariya
Ek pal nain mile
Ek pal chain mile
Ghar dhar chhod aaja dil ki aatariya

Phoolon waali car leke aaunga ji mein
Shaadi waali suite me le jaunga ji mein

(Verse 1)
Phoolon wali car le ke aaunga ji main
Shaadi wale suit mein le jaaunga ji main

Tingling Tingling…

Charcha mein chachi ke chaubaare
Rangeele hain nazaare
Naya hai jo nazariya tera

Ab na kisi ko koi shanka
Baja hai aisa danka
Main pyaasa tu hai dariya mera

Naachegi saari yeh nagariya
Khushi ki hai khabariya
Banunga main saanwariya tera…

Tingling Tingling…

Phoolon wali car le ke aaunga ji main
Shaadi wale suit mein le jaaunga ji main

Naachegi saari yeh nagariya
Khushi ki hai khabariya
Banunga main saanwariya tera…

Tingling Tingling…

Jatt Patt Aaj sheene lagg jaa Gujariya
Ruk ruk pyaar waale barshe badariya
Ek pal nain mile
Ek pal chain mile
Ghar dhar chhod aaja dil ki aatariya

Tingling Tingling…

(Antra)
Jo bhi humne socha vichaara
Poora hoga saara
Jaisa koi joda nahi hai
Waisa jod hamaara

Ab dard mita
Ik rog hata
Ik fikar ghata mera
Jo sakht laga
Ik lakht laga
Woh waqt kata mera

Naachegi saari yeh nagariya
Khushi ki hai khabariya
Banunga main saanwariya tera…

Tingling Tingling…

Naachegi saari yeh nagariya
Khushi ki hai khabariya
Banunga main saanwariya tera…

(Folk Section)
O jagmag jagmag jyoti jaisa chhora
chaandi ka katora
Hua ri bannno tohara hua

O jagmag jagmag jyoti jaisi chhori
chaandi ka katori
Hui re banne tohari hui

Tingling Tingling…

Sawariya Tera Lyrics Written By: Irshad Kamil

Sawariya Tera Music Video

More Lyric's of Pravesh Mallick & Priyanka Sarkaar & Raghav Chaitanya & Suvarna Tiwari & Varun Jain

You May Also Like

FAQs About “Sawariya Tera“ Song

Pravesh Mallick, Priyanka Sarkaar, Raghav Chaitanya, Suvarna Tiwari & Varun Jain are the Singer Of Song “Sawariya Tera”.

The lyrics of “Sawariya Tera” were written by Irshad Kamil.

The music for “Sawariya Tera” was composed by Tanishk Bagchi.